Search This Blog

Friday, August 28, 2009

Maine Tujhe

Song: Maine Tujhe
Album: Strings
Band: Strings

*** Lyrics ***

Maine tujhe kabhie dekha na tha
Dekha to na jaane kya hua
Maine tujhe kabhie dekha na tha
Dekha to na jaane kya hua
Aankhon hi aankhon mein
Dil ki in baaton mein
Maine tujhe jaan liya
Maine tujhe kabhie dekha na tha
Dekha to na jaane kya hua

Pyaar ki in baaton mein
Maine tujhe ek yaar kaha
Dil ki in raaho mein
Tu mujhe mil gaya
Maine tujhe kabhie dekha na tha
Dekha to na jaane kya hua

Teri in nigaahon ne
Mujh pe kaisa jaado kiya
Tere in hothon
Jaane kya keh diya
Maine tujhe kabhie dekha na tha
Dekha to na jaane kya hua
Maine tujhe kabhie dekha na tha
Dekha to na jaane kya hua
Aankhon hi aankhon mein
Dil ki in baaton mein
Maine tujhe jaan liya
Maine tujhe kabhie dekha na tha
Dekha to na jaane kya hua

No comments:

Post a Comment