Search This Blog

Wednesday, August 26, 2009

Jadoo

Song: Jadoo
Album: Hai Koi Hum Jaisa
Band: Strings

*** Lyrics ***

Jaa raha tha main in raaho pe akela
Raste mein mujhko mil gaya tu
Teri in baaton ne mujh pe
Kar diya hai kaisa ye jadoo

Jaa raha tha main in raaho pe akela
Raste mein mujhko mil gaya tu
Teri in baaton ne mujh pe
Kar diya hai kaisa ye jaadu

Aise nazaron se na dekh mujhe
Pyaar mein hu main anjaana
Reh na paaonga main bin tere
Tera to main deewana

Jaa raha tha main in raaho pe akela
Raste mein mujhko mil gaya tu
Teri in baaton ne mujh pe
Kar diya hai kaisa ye jaadu

Tu hi meri hai zindagi
Tu hi mera hai sahara
Kar na paayega koi judaa
Jitna bhi chhahe ye zamana

Jaa raha tha main in raaho pe akela
Raste mein mujhko mil gaya tu
Teri in baaton ne mujh pe
Kar diya hai kaisa ye jadoo

*** Video ***

No comments:

Post a Comment