Search This Blog

Wednesday, August 26, 2009

Jab Bhi Main

Song: Jab Bhi Main
Album: Koi Aaney Waala Hai
Band: Strings

*** Lyrics ***

Jab bhi main tujhko dekhu
Lagta hai mujhko aise
Baaghon mein khilti kaliyan
Phoolo pe shabnam jaise
Jab bhi main tujhko dekhu
Lagta hai mujhko aise
Baaghon mein khilti kaliyan
Phoolo pe shabnam jaise

Suni raaho mein tu aaja
Sun le meri dil ki sada
Tu hi hai meri zindagi
Tu hi hai meri aarzo
Kaisa ye jaadu kar diya
Khuda se maanga hai tujhe
Dil ne chhaha hai tujhe
Kaisa ye jaadu kar diya

Kaisa ye paagalpan hai
Chehra hai tera har su
Hothon pe geet suhane
Jinme hai teri khushboo

Kaisa ye paagalpan hai
Chehra hai tera har su
Hothon pe geet suhane
Jinme hai teri khushboo

Suni raaho mein tu aaja
Sun le meri dil ki sada
Tu hi hai meri zindagi
Tu hi hai meri aarzo
Kaisa ye jaadu kar diya
Khuda se maanga hai tujhe
Dil ne chhaha hai tujhe
Kaisa ye jaadu kar diya

Ai dil ab tu hi bata
Kya mujhko ho gaya
Bhaata nahin koi mujhko uske siwa
Jo usse kehna tha sab kuch to keh diya
Tu hi hai meri zindagi
Tu hi hai meri aarzo
Kaisa ye jaadu kar diya
Khuda se maanga hai tujhe
Dil ne chhaha hai tujhe
Kaisa ye jaadu kar diya

No comments:

Post a Comment