Search This Blog

Friday, June 19, 2009

Mera Bichara Yaar

Song: Mera Bichara Yaar
Album: Durr
Band: Strings

*** Lyrics ***

Mil gaya woh jo chura ke
Meri aankhon se nindiyan le gaya tha
Durr ek gaon hai, wahan dhandi chaaon hai
Behti nadiya hai, jaana hai nadiya ke paar
Mil gaya woh jo chura ke
Meri aankhon se nindiyan le gaya tha
Durr ek gaon hai, wahan dhandi chaaon hai
Behti nadiya hai, jaana hai nadiya ke paar
Kare mera inteezar, mera bichara yaar
Mera bichara yaar
Kare mera inteezar, mera bichara yaar
Mera bichara yaar

Rasta wohi jis pe chalte
Saayein wahi dhalte dhalte
Dil mein jo kuch tha, wahi hothon pe aana laga
Chahta hai wo bhi, mujhko paagal batane laga
Kare mera inteezar, mera bichara yaar
Mera bichara yaar

Kare mera inteezar, mera bichara yaar
Mera bichara yaar

Mil gaya woh jo chura ke
Meri aankhon se nindiyan le gaya tha
Durr ek gaon hai, wahan dhandi chaaon hai
Behti nadiya hai, jaana hai nadiya ke paar
Kare mera inteezar, mera bichara yaar
Mera bichara yaar
Kare mera inteezar, mera bichara yaar
Mera bichara yaar


*** Video ***

No comments:

Post a Comment